Bade acche lagthay hai

Bade acche lagthay hai
★·.·´¯`·.·★Before i saw you i dream★·.·´¯`·.·★ before i talked to you i heard voice and before i touched you★·.·´¯`·.·★ you had already stolen my heart★·.·´¯`·.·★

Saturday 22 December 2012

to make u laugh

dadi , kk , shipra,sudhir, and bansi kaka in a bus going for thirath yatra …
mamaji as tour operator: hello ji namastay …mai hoo shiny naam tho suna he ho ga  ...shiny mathlab chamakta hua …jaisay k mera yeh sir chamak raha hai …ek dum sitaray jaisa ….
Shipra: hello shiny ji ….waisay ham nay app ka naam nahi suna sorry to say….
shiny: oye koi gal nahi …ab tho aap nay sun liya na …ab aap jaan bhi lay gi mujay ….aap ko nahi lagtha ham pehlay mil chukay hai
shipra: nahi …mai tho pehli baar aap say mil rahi hoo
mamaji: mujay aisa q lagtha hai hum saalo say ek dusray ko janthay hai
shipra: aray jab hum milay nahi tho ek dusray ko janay gay kaisay ab aap mujay yaha sakoon say baitnay day gay ….
Mamaji: ji ji batiyay aap ko koi disturb nahi karay ga
*
Shipra was sweing sweater for peehu and sitting with krishna …and mama infront of them facing both the ladies
Mamaji: kaash mai oon ka gola hotha aur un k unglio mai lipta hotha
All the members giggled ….kk look at shipra and an aaaww expression…..she looked angrily and tough looks to mama
Shipra : baday behuda kisam k aadmi hai aap
Mamaji: madamji ….hum tho aap ka mood badlnay ki koshish kar rahay hai …
Shipra: mood aisay badla jatha hai kia
Mamaji: acha tho kuch aur arz karthay hai tha k aap aur khil utay …arz kia hai…phool hoo ghulab ka chameli ka math samjna …ashik hoo aap ka apni samdhan ka math samjna …..
Everybody laughed on this behuda kisam ki shayri …kk and mamaji winks looking to eachother while shipra was getting annoyed by this man ….who was un knowingly flirting with her ..
Shipra: ab aap batameezi kr rahay hai ...aur ab aap kahi aur ja k batiya hamay neend a rahi hai ….
Mamaji: kehthay hai k ishq mai neend udh jaathi hai ….koi hamse bhi ishq karay kambakth neend buhath aathi hai …..
Shipra: yeh tho aachi baath hai jo aap ko neend badhi aathi hai ….ab aap jaye gay k mai apnay husband ko utao ….agar un ko uta diya tho who aap ki neend sach mai uda day gay …..
Saying this mamaji looked at sudhir ..who was fast asleep …
Mamaji: aray who tho godhay baij k so rahay hai ….
Dadi: oye khothay thu waha say utay ga k mai a k their keechaye karo ….
Mamaji: aray dadi ji ham tho mazak kr rahay thay …..
Dadi: chal ithay bait ….meray sath gal kr …oye bansi thu ja waha is shiny ki kursi pe bait ….
Bansikaka: ji dadi….
Mamaji came and sat next to dadi
Dadi: ha tho kia keh raha tha …ishq …oon ka gola ….ha meri voti no thang kartha hai ….
Mamaji: aray dadi ji ..mai tho mazak kar raha tha …yeh tho shiny ka style hai ….unhay thang kr k maza a raha tha mujay ….aap nay dekha nahi…un ka chehra gulabi ho gaya tha bilkul un ki gulabi frock ki tharah …..
Dadi: waisay mujay bhi maza a raha tha….shiny putar thu sach mai chamakta hua banda hai bilkul thumhray is sar ki tharah ….badha shine wine kr raha hai …kia lagathay ho ….
Mamaji : thank u hai ji ….is chamaktay huay taklay ka raaz …tho aap ki who voti hai ….grinning looking at shipra …..jis ko dekh kr na sirf meri ankhay bal k mera yeh sir bhi chamaknay laga hai ….
Dadi hit him on his forehead playfully and laughing ….
Dadi: badmash ….chal ab mera sir dabha …aur kitar pitar karna band kr ….
He start massaging dadi’s head ….and soon dadi fall a sleep ….he then call bansi kaka and went to his seat ….ship and kk was sleeping while sudhir wake from his sleep …..
Mamaji: hello sudhir ji …aap nay pehchan tho liya hai mujay …kahi aap bhool tho nahi gaye …
Sudhir: nahi ji ….mai kisi ko ithni jaldi nahi bulta yaad hai mujay ….
Mamaji: thank god ….per aap ki biwi tho kuch aur he keh rahi thi ….
Sudhir : ab meri biwi nay kia kaha aap say ….
Mamaji : unho nay kaha k aap ko bulnay ki bimari hai ….
Sudhir: aisa kia ..
Mamaji: ji  aisa he ….woh tho keh rahi thi kabhi kabhi aap un ko bhil jathay hai k who aap ki biwi hai ….
Sudhir: aisa nahi ho saktha who kabhi meray baray mai aisa keh he nahi sakthi ….aap jhoot bhol rahay hi
Mamaji: mai aap say jhoot q bholo ga ….mujay kia milay ga jhoot bhol k ….
Sudhir: ha who tho hai thumhay kia milay ga ….aur kia kia kaha meri biwi nay meray baray mai
Mamaji: k aap un ka khayal nahi rakthay waghaira waghaira ….woh badhi paraishaan ho gaye hai ….
Sudhir : utnaya do ..bathatha hoo usay …ithni burai meri aur who bhi kisi ghair mard k samnay …..
*
Mamaji too fall a sleep ….seeing him in a deep sleep....bansi kaka went to sudhir and sat next to him ….
Bansikaka: sir …
Sudhir: ha bansi kaka ..kia hua
BK: sir aap ko yeh aadmi jo bhi bhol raha tha na who sab jhoot hai …
Sudhir: kia keh rahay ho…yeh tho aisay aandaaz say bhol raha tha k mujay yakeen ho gaya is per ..
BK: nahi sir …who sab jhooth bhol raha tha
BK tell sudhir everything to sudhir ….shipra,kk,and dadi all get to know abt all that ….they plan something for mamaji …..
*
Mamaji wakes and look infront of him all of them were sitting and giving him a deadly looks to him …..shipra was showing her sandles to him …
Shipra: to kia kaha tha mai nay aap say meray husband k aray mai ….
Mamaji tensed and scared ….mai …tho …who …kia…
Shipra: ha ha mai kia…bathayay
Mamaji: shipra ji mai tho mazak kr raha tha….
Krishna: acha mazak kr rahay thay….
Mamaji: ji ha
Krishna: abhi hum bhi aap say ek mazak karnay walay hai …
Mamaji: ji kaisa mazak ….
All of them attack at mamaji …some hitting him with hands ….some with shoes…baal tho keench nahi sakthay mamaji k sir mai baal kaha ….and throws him out of bus
Mamaji: oye ma …kithna zor zor say mara…..meri kamar thodh di …

No comments: